Italian Boski
Italian Boski 4 Metre Unstitched Suit
Price:
Rs.1,499.00
Winter Collection 2026 is live
Salami Wool — Gents Unstitched Winter Suit (Steel Grey)
Sardiyon ke liye ek garam, naram aur premium wool suit. Salami Wool ka ye unstitched kapra Steel Grey rang mein dastiyab hai aur thandi raaton mein bhi aap ko aaram aur garmaish deta hai. Iski smooth texture aur gehra rang aap ko ek ba-waqar aur shahi look dete hain.
Steel Grey ek modern aur elegant rang hai jo daftar aur roz marra ke liye bhi behtareen hai aur taqreebat mein bhi alag nazar aata hai.