Italian Boski
Italian Boski 4 Metre Unstitched Suit
Price:
Rs.1,499.00
Winter Collection 2026 is live
Salami Wool — Gents Unstitched Winter Suit (Coffee)
Sardiyon ke liye ek garam, naram aur premium wool suit. Salami Wool ka ye unstitched kapra Coffee rang mein dastiyab hai aur thandi raaton mein bhi aap ko aaram aur garmaish deta hai. Iski smooth texture aur gehra rang aap ko ek ba-waqar aur shahi look dete hain.
Coffee ka garam brown rang sardiyon ke mausam ke liye bilkul munasib hai aur black ya cream waistcoat ke saath khoob jachta hai.